Hello
dosto,Aaj ham aapko batane wale hai ''Computer
Browser Ka Proxy Change Kaise Kare''.Agr aap apne computer me mozilla Firfox,Google Chrome Use
kare hai to aap is post ko jarur padhe.Ham is post me in 2 computer browser ka
proxy change karne ke bare me batange.Mai aapko bata hu proxy or ip adress me
fark hota hai.Proxy change karne ka tarika sabhi browser me lagbhag ek jaisa he
hota hai.Mai aapko yaha alag alg browser ka proxy change karne ka tarika batane
wala hu.
Mai
aapko ek ek step se alag alag browser me proxy change karne ke bare me batane
walu hai.Aapke man me proxy ko lekar kuch question jarur aate honge.Proxy kya
hai,Proxy Kyu Change Kare,Browser Ka Proxy Kyu Change Kare.Aapko in sabhi
question ka jawab aapko is post me mil jayega
Proxy Kya Hota Hai?
Proxy
serves ko ham router ka layer bhi bol sakte hai.Ye ek computer ki tarah laam
karta hai.Jab ham computer par koi bhi web page ko open karte hai,Our agr
hamara pc kisi bhi servise se cannect hai.To hamara computer us service ko
request send karta rahta hai.
Proxy Change Kyu Karte Hai
Ham
proxy change kar ham kisi bhi webpage ko open kar sakte hai jo hamare country
me block ho.Agr ham apne browser ka proxy adress ko change karte hai to ye
aapke home ip adress ko hide kar deta hai,But ye proxy ke ip adress ko ide nhi
kar pata hai.So aap samjh gye honge ham proxy ko kyu change karte hai.To
chaliye ab Dekhte Hai Computer Browsr Ka Proxy Kaise Change Karte Hai
Kisi Bhi Computer Browser Ka Proxy Server Kaise Change
Karte Hai
1.Google Chrome Browser Ka Proxy Server Pot Change
Kaise Karte Hai
1. Sabse pahle aap google chrome browser
ko open kare.
2. Browser ke right corner par 3 dot hai uspar click kare.
3. Ab setting par click kare.Uske bad ''Show Advance Setting'' par click kare.
4. Network Tab me change proxy setting par jaye.Yaha LAN setting me jakar
inter kare.
5. Ab yaha aapo use a proxy server for
you LAN ko select kare.Uske bad
aap Bypass the proxy server for local setting
ko bhi tik kare.
6. Yaha 2 Option hai adress box me proxy type
karna hai.Fir Port Selection me port select kare.
7. Ab last me ok ki button ko press kare.
Ab
aapka google chrome browser me proxy server change ho chuka hai.Ab aap aapko
batane wale hai Mozilla firfox me proxy server kaise change karte hai.
2. Mozilla Firfox Me Proxy Server
Kaise Change Karte Hai
1. Sabse pahle aap mozilla firfox browsr
ko open kare.Menu ke option par
click kare,Uske bad option par
click kare.
2. Advenced section
me network tab me cannection how firfox
cannect to internet ke samne ek setting ka option hai aapko uspar
click karna hai.
3. Ab next page me aapko Manual proxy canfiguration ko tick karna
hai.
4. Ab next page me aapko HTTP proxy me proxy & Port box
me port type karna hai.
5. Use This Proxy Server For all protocola
ke samne tick kare.
6. Last Me Ok ki button ko press kare.
Ab
Finnely Mozilla firfox browser me bhi proxy server change ho gya hai
To
dosto Ab aap acche se samjh gye honge Computer browser me poxy kaise change
karte hai.Agr aapko meri post pasand Aayi ho to ha comment karke jarur bataye.









No comments:
Post a Comment