Messenger app ka size 20 MB
approx hai aur Facebook app ka size 30 MB approx. Isliye ye dono app phone ka
adhik storage use karte hai. Yadi bina messenger install kiye chat possible hai
to phone ka storage save hoga. isliye hi maene ye post likhi h taki aap ek hi app ko use krke space bacha sake
Android Me Messenger App Ke Bina
Chat Karne Kaise Kare
Step 2.
Chrome install karne ke baad open kare.
Step 4.
Yaha par facebook website open jayega.
Step 5.
Jab website open hoga to apko ek notification milega, jisko allow karne par
facebook ke kisi bhi notification ka laert milta rahega.
Step 6.
Facebook notification alert milte rahne se kisi bhi message, comment
notification ke bare me apko pata chal jayega.
Chrome
browser ki jagah UC Browser bhi use kar sakte hai. UC Browser me bhi facebook
notification milta rahata hai. Jiski wajah se bina messenger app install kiye
chat kar sakte hai.
Chrome browser world ka sabse fast browser hai. Ye top
best android browser me aata hai. Facebook
chat karne ke liye isse acha app aur koi nahi ho sakta hai.


No comments:
Post a Comment