Dosto is trick me apko kisi application ko install karne ki jarurat nahi
hai. Mobile ko root bhi nahi karna hai, PC, computer, laptop ke bina blank
message send kar sakte hai. Bina kisi application, computer ke ye trick work
karega. Ise pahle maine “Whatsapp Se App Kaise Send Kare Hindi Me” article bataya tha. Bahut se logo ko
ye bahut pasand aya tha.
Thik isi tarah aaj mai ek aisa trick batunga jise aap apne friend ko
khali message send kar sakte hai. Is message ko koi bhi read nahi kar payega.
Ise aap blank message kahe ya hidden message.
WhatsApp Par Blank Message Send Kaise
Kare
Jab aap apne whatsapp chat ko open karenge aur kisi friend ko prank
karna hoga to blank message bhej sakte hai. Dekhiyega, is trick ko follow karne
ke baad sab apse puchenge ye kaise hua? Sab janna chahenge ki apne blank
message kaise send kiya whatsapp me.
Step WhatsApp Pe Blank Message Kaise
Send Kare
Step 1. Sabse pahle android phone me whatsapp open kare.
Step 2. Phir jisko blank message karna hai uska chat me jaye.
Step 3. Message karne ke liye chat box par tap kare.
Step 4. Keyboard On hoga, yaha apko screenshot me dikhaye gaye chracter
ko 3 times type karna hai.
Step 5. Phir ek gap kare uske bar phir us character ko 3 time type kare.
Step 6. Ab send button par tap kare. WhatsApp Par Blank Message
Send ho gaya hai.
Friends tha na, bahut easy trick, Isme apko kisi bhi application ki
jarurat nahi pari Bina application ke whatsapp par blank message chala gaya.
Blank message ko whatsapp par send karne ka ise easy tarika nahi hai.


No comments:
Post a Comment